Raabta Lyrics | Deepika Padukone, Sushant Singh Rajput, Kriti Sanon
![]() | ||
Song Details: Song: Raabta Title Song Singer: Nikhita Gandhi Music: Pritam Lyrics: Irshad Kamil, Amitabh Bhattacharya Movie: Raabta Music Label: T-Series |
Raabta Lyrics
Tann lade toh tann mukk jaye
Rooh jude toh judi reh jaye
Tujhse kiya hai dil ne bayan
Kiya nigahon ko zubaan
Waada wafa ka kiya…
Tujhse liya khud ko mila
Liya duaaon ka sila
Jeene ka sapna liya…
Dil ke makaan mein
Tu mehmaan rahaan rahaan
Aankhon ki zubaan
Kare hai bayan kaha aankaha…
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
Kuch toh hai tujhse raabta..(x2)
Rooh jude toh judi reh jaye
Tujhse kiya hai dil ne bayan
Kiya nigahon ko zubaan
Waada wafa ka kiya…
Tujhse liya khud ko mila
Liya duaaon ka sila
Jeene ka sapna liya…
Dil ke makaan mein
Tu mehmaan rahaan rahaan
Aankhon ki zubaan
Kare hai bayan kaha aankaha…
Kuch toh hai tujhse raabta
Kuch toh hai tujhse raabta
Kyun hai yeh kaise hai yeh tu bata
Kuch toh hai tujhse raabta..(x2)

0 Comments
largest Bangla Lyrics and Guitar Tabs website featuring lyrics, tabs, requests, submit your lyrics and more.